Mai karunga na.

Kuch badalna chahiye,
Kuch behtar ho sakta hai..
Mai niraash hu iss duniya se,
Aur yeh aksar hota hai..
Parr kyu mai tujhse ummeed rakhu,
Udhaar hai iss dharti ka mujh par, mai bharunga na..
Tu kar na kar kuch koshish,
Mai karunga na..